Friday, 4 October 2013

Par Dil Ki Zid Thi Agr Wo Nahin To Us Jaisa Bhi Nahin

•••Hazaar Chehron May Uski Mushahbatain Milien Mjhko••••
•••Par Dil Ki Zid Thi Agr Wo Nahin To Us Jaisa Bhi Nahin•••

Kaisa Sitam Hai Apka Ye, Ke Rone Bhi Nahi Dete

•••Kaisa Sitam Hai Apka Ye, Ke Rone Bhi Nahi Dete••••
•••Kareeb Aate Nahi Aur Khud Se Juda Hone Bhi Nahi Dete•••

Us Ki Aankhoon Main Nazar Aata Hai Saara Jahan Mujh Ko

••••Us Ki Aankhoon Main Nazar Aata Hai Saara Jahan Mujh Ko••••
••••Afsoos K Un Aankhoon Main Kabhi Khud Ko Nahi Daikha••••

Waqat-e-Rukhsat Ponchh Rha Tha Mere Anso Apne Anchal Se

••••Waqat-e-Rukhsat Ponchh Rha Tha Mere Anso Apne Anchal Se••••
••••Usko Gham Tha Itna Ke Woh Khud Roona Bhool Gya••••

Phool Mazaar Tak Nahi Pahuncha Daaman-E-Yaar Tak Nahi Pahuncha

••Phool Mazaar Tak Nahi Pahuncha Daaman-E-Yaar Tak Nahi Pahuncha••
•••Ho Gaya Vo Kafan Se To Aazaad Phir Bhi Gulzaar Tak Nahi Pahuncha•••

Humne Hamare Ishq Ka, Izhaar Yun Kiya

•••••Humne Hamare Ishq Ka, Izhaar Yun Kiya •••••
•••••Phoolon Se Tera Naam, Pathron Pe Likh Diya•••••

Ek Rishta Dard Ka Hai Mere Uske Darmiya...

...Ek Rishta Dard Ka Hai Mere Uske Darmiya....
...Phir Bhi Kitna Fasla Hai Mere Uske Darmiya....
...Yuhi Rhengi Ranjishe Ye Hamare Bech...
....Koi Jabtak Teesra Hai Mere Uske Darmiya...